Biwi par essay...
Biwi ek paltu prani hai, ye ghar ki rasoi mein payi jati hai. Iska priye ahaar pati ka bheja hota hai. Karva chouth wale din ye badi matra mein dhong karti dikhai deti hai. Shuruwat mein ye prani bada achcha lagta hai baad mein ye jungli saand ki tarah ho jati hai. Inke maa baap ki galti inke pati ko bhugatni padti hai. Hamein sab patiyon se humdardi hai. Ummid hai aap bhi dusron se hamdardi jatayenge.
Dhanyawad.
