TIPU Bareilly@99 12:00:00 AM 16 Feb, 2017

Ek sawaal...

RAJA ki Biwi ka naam

"TUMHARI"tha,

Ek din RAJA ne apni Biwi TUMHARI ko mahal k upar se dhakka de dia aur Tumhari niche gir gayi.

Aur Phir Tumhari k upar hathi ne paon rakh dia aur is tarah Tumhari mar gayi.

Ab sawaal ye hai k TUMHARI kisne maari?

Raja ne ya Haathi ne

Hanso mat, jawaab do

Related to this Post: