Rakesh 12:00:00 AM 18 Jun, 2017

Koi Ghazal Suna Kar Kya Karna,
Yun Baat Badakar Kya Karna.

Tum Mere The Tum Mere Ho,
Duniya Ko Batakar Kya Karna.

Tum Saath Nibhao Chahat Se,
Koi Rasm Nibhakar Kya Karna.

Tum Khafa Hi Achhe Lagte Ho,
Phir Tumko Manakar Kya Karna.

Related to this Post: