Kishan Exp 12:00:00 AM 08 Mar, 2017

Likhu kuch aaj,
ye waqt ka takaza hai,
dil me dard abhi taaza hai,
gir padte hai aansu mere kagaz par,
lagta hai kalam me syahi kam aur teri yad zyada hai
((( Pardeep Kumar )))

Related to this Post: