Home
Forum
Login
Afsar
12:00:00 AM 07 Jun, 2017
Meri wafa pe bhi ae dost ehtabar na kar,
Muje bhi teri tarah sub se piar karna hai.
Back
Forum
Related to this Post:
#8807 TIPU
12:00:00 AM 15 Feb, 2017
Arz kia hai..
Tumhaari mohobbat me jalke mai khaak ho gaya..
Aye bewafa
Tumhaari mohobbat me jalke mai khaak ho gaya..
Tum aayi meri kabar pe or itra ke keh chali ki achha hua ek aur aashiq saaf ho gaya!!
#23043 Afsar
12:00:00 AM 30 May, 2017
Jis baat se wo meri ruth gaye
Uss baat ko bhulane ki nakaam si koshish kar raha hu.
Umeedo ki tuti imarat per ab,
Naya aashiya banane ki ek ajib si koshish kar rha hu.
Wafaa k badle mili sirf bewafai,
Ab ussi ko lautaane ki befizul si koshish kar raha hu.
Dil se behisaab chaha tha jise,
Ussi se gamon ka sauda karne ki koshish kar rha hu.
Ghavo se bhari lambi raaton ko,
Ugte suraj ki garmi me badalne ki koshish kar rha hu.
Bikhar gayee jo the sapne mere,
Un sapno ko phir se sajoone ki koshish kar raha hu.
#24461 Afsar
12:00:00 AM 03 Jun, 2017
Meri WAFA pe agar SHAK hai tumko,
Tu phir NAZAR se gira do mujh ko,
#25373 Afsar
12:00:00 AM 06 Jun, 2017
Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain,
Zindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah,
Woh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai
#25798 arman
12:00:00 AM 08 Jun, 2017
Dua nahi to gila deta koi,
Meri wafaon ka sila deta koi,
Jab mukadar hi nahi tha apna,
Deta bhi to bahla kya deta koi,
Hasil-e-ishq faqat dard hai,
Aye kash pehle hi baat deta koi,
Taqdeer nahi thi agar aasmaan chuna,
Khaq me hi mila deta koi,
Bewafa bhi humein bewafa keh gaya,
Is se zyada kya daga deta koi,
Guman hi ho jata kisi apne ka,
Daman hi pakar kar hila deta koi,
Arse se atka hai hinchkiyoun pe dun,
Acha hota ke bhula deta koi.
#32787 Rakesh
12:00:00 AM 19 Jun, 2017
Teri Chaukhat Se Sir Uthau
To Bewafa Kahna,
Tere Siwa Kisi Aur Ko Chaahu
To Bewafa Kahna,
Meri Wafaon Pe Shaq Hai
To Khanzar Utha Lena,
Main Shauq Se Na Mar Jayun
To Bewafa Kahna !
#40419 arman
12:00:00 AM 28 Jul, 2017
Har Saans Ke Saath Mujhe Socha Karoge Tum,
Apne Hi Aks Me Dhoonda Karoge Tum,
Jab Yaad Ayegi Tumko Wafa Meri,
Fir Har Shaks Ko Chahat Se Dekha Karoge Tum,
Aaj Meri Tanhaiyon Pe Hans Rahe Ho Na,
Mujhse Bichad Ke Isi Baat Pe Roya Karoge Tum.