Aman 12:00:00 AM 16 Feb, 2017

Santa, Banta aur Pappu picnic pe gaye,
Pahuchne k baad yaad aya ki pepsi ghar bhul
gye.
Decide hua ki Pappu ghar se pepsi layega.
Pappu ki ek shart thi ki
jab tak main na aau koi samose nahi khaega.
2 din guzar gaye, pappu nahi aya.
4 din guzar gaye, nahi aya.
Santa Banta ne socha ab samosa kha lene
chahye..
Jese hi santa -banta samose khane lage...
Ped k peeche se Pappu nikla aur bola:
Aise cheating karoge to main pepsi lene nahi
jaunga!!

Related to this Post: