SANTA in court(sad):
Bachpan me agar maa ki baat suni hoti to aaj yeh din na dekhna padta.frown.pngcry.png
JUDGE: Kya kehti thi maa?:/
SANTA: Judge sahab aap bhi jaahilon wali baat kar rahe ho.
Jab baat hi nahi suni to kaise bataau kya kehti thi.
