Rakesh 12:00:00 AM 06 Jun, 2017

Tamana Hai Meri Ki Aapki Aarzoo Ban Jaun,
Aapki Aankh Ka Tara Na Sahi

Aapki Aankh Ka Aansu Ban Jaun,
Main Aap Ki Zindagi Ki Khushi Banu

Ya Na Ban Sakun,
Aapke Gham Mein Aapka Sahara Ban Jaun.

Related to this Post: