Aman 12:00:00 AM 16 Feb, 2017

Ek din pappu samundar me
naha rha tha tabhi achanak dubne lagta hai Doobne laga to usne pooja ki..
.
"Hey bhagwan,
agar me bach gaya to garib logo
ko Biryani khilauga..smile.png)
.
.
tabhi Ek jordaar Lehar aayi or usko sahil par phenk diya Pappu ne upar dekh k kaha,
.
.
Kaunsi biryani or waha se jane laga...:p
.
.
.
Ek aur lehar aayi or pappu ko wapis le gayi..frown.png(
.
.
.
to pappu kehne laga:"Mera mtlab tha k chicken
biryani ya mutton biryani"..

Related to this Post: