Happy 12:00:00 AM 18 Mar, 2017

Santa aur uski wife Preeto mein jhagda hua to Preeto ne apni maa ko phone kiya,
"Maa mera un se jhagda ho gaya hai ..
Main 1 Month k liye app k ghar aa rahi hun."
Maa boli-Jhagda kis ne start kiya??????
Wife-Unho ne.
Maa-"Jhagda us kambakhat ne kiya hai saza bhi ushe hi milni chahiye.
Tum wahi thehro main aa rahi hun 3 Month k liye".

Related to this Post: