Patni ne pati ko phone karke poocha: Window nahi khul rahi hai. Kya karun?
Pati Kholta hua paani window par daalo aur phir try karo.
Patni: Pakka na.
Pati: Haan haan, karke to dekho jaadu sa kaam kareda.
Shaam ko pati ne ghar lautkar poochha...
Pati: Kya hua mera tareeka kaam aaya ki nahi.
Patni: Pata nahi, kyon ki ab to laptop hi start nahi ho raha hai.
